Its Diwali Time
Hai mausam tyoharo ka, Aj hum tyoharo ki baat karte hai
Ayi hai Diwali ab, Hum Diwali ki baat karte hai
Karne ko hai baate badi, Par rab ki banayi aaffat ki baat karte hai
Kahte hai ise kudi, hum inhi fuljhadiyo ki baat karte hai
Tarh Tarh kai rang roop mai, Saj dhaj kai ye ati hai
Laga kar aag pathako (ladko) mai, Dil jala jati hai
Inki smile, ankho ki chamak, padti hai sab par bhari
Khud to leti hai mja har cheej ka, Watt lagaye humari
Kuch wire shape mai, kuch pencil shape mai, kuch alag hai inka andaj
Aye ye jiske bhi karib, ya to udd jaye wo upar ya nikle usme sai awaj
Tevar inke tej tarrar, jinhe jhel na paye khud bhagwaan
Khud to baitha hai wo upar, niche fasa di hum sabki jaan
Kabhi chakri ban man bahlati hai, to kabhi fulljhadi ban ithlati hai
Bach kar rahna is diwali in fuljhadiyo sai, ye sab kuch loot lai jati hai
Kai rocket and pathake hone kai baad bhi man ko full jhadi hi bhati hai
Usi tarh jindagi mai bhi, khushiya yahi lati hai…khushiya yahi lati hai
WISH YOU HAPPY DIWLI TO YOUAND FAMILY
HAPPY DIWALI
ATUL (HIB, The Shayar)

|